aastha tyagi Poems

Hit Title Date Added
1.
Water

JAL HI JEVAN HAI.ISKE BINA KUCH BHI SAMBHAV NAHI.MANUSHYA, PASHU, PAKSHI, PAED, PAUDHEE KUCH BHI BINA JAL JEVIT NAHI REH SAKTA.JAL KE BAGEER TOO JEVAN KII BHI KALPANA BHI NAHI KII JAA SAKTII.APNE PRADESH KE SHETRA AISEE BHI HAI JAHA PANI KI BAHUT KAMII HAI.HAZAROO FEET KI GAHRAYI TAK PANI KA NAMOO NISHAN TAK NAHI HAI.DOOR DOOR TAK PADE PAUDHE DIKHAIYEE NAHI DETE, AISE ISTHAN PER FASAL UGANE KA SAWAL HI NAHI UTTHTA.IS PER BHI AGAR HUM PANI KA MAHTAV NAA SAMZHEE AUR ISKI BARBADI KAREE TOO YAH BAHUT VICHRIT BAAT HAI.PANI KHATAM HONE KA SEEDHA ABHIPRAYEE YAH HAI KI JEVAN NE HO TO AISE ME HAMARA ASTITVA KAHA REH JAYEGA.


AASTH TYAGI
...

Close
Error Success