(30 jan / gwalior)

Quotations

wait for you

koyee kahee iss duniya main,
meree baton ko sunta hai.
vo anjana ajnabee,
mere kwabon ko bunta hai.

main dooba tab jisny,
haath diya.
main roya tab jisny saath diya,
ye dil aab kuch kwabon ko chunta hai

[Hata Bildir]