Naveennaman Gupta

Naveennaman Gupta Poems

SUNO GOR SE BHARAT WALO
AB TOH GAU MAA KE DOODH KA KARZ UTARO

TOD DO TUM 1757 SE CHALI AARAHI US KAHAMOSHI KO
...

The Best Poem Of Naveennaman Gupta

'Gau Maa'

SUNO GOR SE BHARAT WALO
AB TOH GAU MAA KE DOODH KA KARZ UTARO

TOD DO TUM 1757 SE CHALI AARAHI US KAHAMOSHI KO
TAB LALKARA THA GORO KO AB LALKARO KALON KO

TOD TOH TUM KATALKAHANO KEE DEEWARON KO
KHATAM KAR DO TUM GAU MAA K HATYARON KO

KAISE BHOOL GAYE TUM US GAU K UPKARON KO
CHOR DO TUM MODI THAKRE AUR BHAGWAT JAISE GADDARON KO,

AB TOH GAU MAA KE LIYE KHUD KA HEE VATAN BANA DALO

NAHI CHAHTA VO KANHIYA RADHE-RADHE KHLVANA
BAS KATALKHANO SE GAU MAA KO BACHA LE AANA

LAD-LAD KAR JAB GADION AUR TRUCKO MAI BHAR DE JATI,
2 KEE JAGAH 100 HEEE DAL DEE JATI

ROTI-BILAKHTI SOCHTI HOGIO BHARATMAA KEE AAN
, KHAN GAIII MAHARANA PRATAP KEE SHAAN


CHEEKH PUKAR KAR RAHI BHARAT KEE MATI
AB NAHI SEH SAKTI RASAYNIK UTPADO KEE BADMASHI

AB TOH SUN LO US MATI KEE PUKAR
ABKI BAR LADO GAU BHAKTO KEE SARKAR

ANT MAI DUNGA APNI VANI KO VIRAM, IS UMMID K SANG
KEE AB KEE BAR KI JANMASHTAMI HOGI GAU MAA K SANG

Naveennaman Gupta Comments

Naveennaman Gupta Popularity

Naveennaman Gupta Popularity

Close
Error Success