Panchi Gupta

Panchi Gupta Poems

Kabhi hasne, kabhi rone, kabhi ek pal ko jeene kabhi ussi pal me bikharne ka Ehsaas hota hai,
Yun hi nh kisi ke pas hoker bh pas na hone or khoker bh kisi ko khud me hone ka Ehsaas hota hai;
Mushkil sa lagta hai mehsoos karte hue bh uss Ehsaas ko bta pana,
Thik vaise hi jaise beete hue lamhe or gujarte hue pal par apna haq jata pana;
...

Na jane Kaun apna iss dunia se aaj chala jayega,
Akhiri "Alvida" bol bh payega ya yun hi chala jayega;
Apne peeche yaadoon ke sath kuch suljhe kuch uljhe rishte chod jayega,
Vo anginat baatein jo kehne th usse unhe ankahi chod jayega;
...

Koi vada tut rha h,
Koi “Apna” chut rha h;
Kaise roku aur Kyu roku iss behte hue pal ko,
Jab mera “Kal” h mjhe bhul rha h;
...

4.

Abhi dekhe h Sapne bhut se,
Kuch khas chunna baki h;
Abhi to Hausla ikkatha kiya h,
Pura karne k liye 1 lambi “UDAN” baki h;
...

No matter how many times I ask you for your tacit support,
I'll find you there always to resolve my problems whether you understand them or not;
You always made me to feel that I am not alone,
So many ups and down we saw together but the bonding we share with each other has never gone;
...

6.

Kuch 'Lamho' se Kuch 'Apno' se kabhi Me khafa th,
Kuch Lamhe Kuch Apne kabhi Mjhse Khafa th;
Khafa hone ka Silsila Yun h chalta gya,
Aur Waqt hath se Rait k tarah fisalta gya;
...

7.

Me bhi sab k tarah aaj rona chahti hu,
Apna gussa shabdo se bayan karna chahti hu;
Ek haste hue chehre k peeche chipe hazaro dard btana chahti hu,
Par iss bhagti si zindagi me 'Pehchan' banane me sab bhul jati hu;
...

Yu to bas kehne ko hi me aajad panchi th,
Jane anjane kitne ankahe rishton k bediyo me jakdi th;
Seemae to mere bachpan se h tay ho gyi th,
Aur me nasamjh apni h dunia me khoyi hui th;
...

9.

Some time I want to fly, just go through beyond the sky, .
I ask hundred questions to myself why I did'nt get any reply;
I wanna do many things that I had not done before,
But why I am being unable to understand exactly what I m looking for;
...

Samay k sath sab badal jata h ya samay sab ko badal deta h,
Ye sab sochte h hum me se kitno ka pura sal beet jata h;
Kabhi sirf ek sapne ko pura karne k liye hum apna sab kuch dav par lga dete h,
Aur kabhi ussi haqkeat ko jeene k liye sab jeet kar bh haar jate h;
...

Me kal bh yahi tha, me aaj bh yahi hu,
Fark bas itna sa hai me kal tak dikhta tha, aaj bas dikhta nahi hu;
Kal tak bikta that naam mera dunia me, aur aaj me sapno me bh kisi se milta nahi hu,
Kal tak tha jin logo ka vishwas me aaj unki ummed k aas bh nahi hu;
...

The Best Poem Of Panchi Gupta

Ehsaas

Kabhi hasne, kabhi rone, kabhi ek pal ko jeene kabhi ussi pal me bikharne ka Ehsaas hota hai,
Yun hi nh kisi ke pas hoker bh pas na hone or khoker bh kisi ko khud me hone ka Ehsaas hota hai;
Mushkil sa lagta hai mehsoos karte hue bh uss Ehsaas ko bta pana,
Thik vaise hi jaise beete hue lamhe or gujarte hue pal par apna haq jata pana;
Kehte hai Yaadein reh jati hai or Waqt gujar jata hai,
Sach kahu to Yaadein nh vo Ehsaas hai jo gujarne ke bad bh aksar yaad aata hai;
Socha kabhi ki wo kya hai jo lakho k bheed me bh humme kuch logo se jod jati hai,
Vo Boli, Jati ya Dharam nh vo to Khushi ka Ehsaas hai jo in sab se pare Rishto ko Khoobsurat banati hai;
Yun to ye Zindagi na jane kitni khwaishein ko pura karne me gujar jati hai,
Kabhi gujarne hai mujhe kuch pal apne apno ke sath iss umeed ka Ehsaas de jati hai.

Panchi Gupta Comments

Panchi Gupta Popularity

Panchi Gupta Popularity

Close
Error Success