923. A Hindi Poem Poem by V F

923. A Hindi Poem

koi kaise karay aisay pyaar ka izahaar
jisay zindagi milay toh cafan ke uss paar

harr aah, harr saans ko us gul ki tarah hai sajaya
jo kaantonka sage pur bhi buss muskaaye

raat ke andheray mein aankh chupkar royi
aur subah aapne shabnum samazke sehlaya

koi kaise karay aisay pyaar ka izahaar
jisay zindagi milay toh cafan ke uss paar

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success