Barbaadi Poem by Hemesh Pratap Singh

Barbaadi

Ek roz khula tha asma bhi udd jaane ke liye aaj zamee bhi nahi h do kadam badhane ke liye
Chala karti thi bheed hardum mere sath aaj koi nahi h mera dila bahlane ke liye
Kabhi mithayi thi pet bhar khaane ke liye aaj 2roti nahi h bhook mitaane ke liye
Kabhi tha poora zamana mere liye ab shayad main hi nahi hoon iss zamane ke liye
Ek roz khula tha aasma udd jaane ke liye ab zamee bhi nahi h 2 kadam badhaane ke liye

Like us on fb: - Shayari Ki Engineering

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success