Bus Manga Tujhe Rab Se Poem by LucifIer Mededar

Bus Manga Tujhe Rab Se

Jab nazrey jhuki sajdo main
Hai tujhe manga rabb se
Phir kyu hai durr janey ki
Ab ye shikayattein humse
Meri sansoo mai ghula
Bus tera naam abse
Phir kyu ye dill pukarey tujhe
Na janey kabse
Kabhi na dekhi tere
Chehre par lakir fikkar ki
Na huee meri ibadat bin tere jikkar ki
Muje to thi bekarari inhi batoon ki
Ki hai agar tuje kaddar mere jazbatoo ki
Bus is dill mai tum bin aur koi nae
Muje ghere hai to bus ye tanhae
Na tutey ab ye sath tera
Palko mai mere sapney laaeye har roz tu
Dur rahe kar bhi hai karib tu.

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success