Desi Re Poem by Desi boy

Desi Re

Desi re


Phir kyun Na hum khush hoon
sara
Jab sath sara yaar hoon hamra
Hum Karta fun
Wohi karaan jo kaha hamara man
Na pita pang na khata feem
nahi na larka hum mean
Koi shokeen kurta pujama ka
Koi pahnta jean
Nhi hum larke mean
Sab se alag hai shaan hamari
Yaraaan ka sath hi hai pehchaan hamari

Yaar Saara desidesi desi re


Time sham ka ho ya din ka
Botal peta hain hum limca
Mamla ho agar dil ka
Dil phankte hain bahir
Jase phankte hain 🍌 ka shilkaa
Sath sath waqt ka
Hum bohut sakht hain
Sath mera zabrdst shaksh hain
Dokha wali koi hum pa report nhi
Dil mai kasi ke layi khoot nhi
Yaraan ka sath mastii mein piyaan
Warna peena Ka koi shonkh nhi
ab bhol kar bhi na mujhe rokna
Mat zada bhonk na
Mushkil nhi hai Mera dostoon ka liya tujhe thokna
Bas Yaroon ki yari or
Larkiyaan ka shonk na


Yaar sara desi desi desi desi re

Sunday, April 22, 2018
Topic(s) of this poem: happy
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success