ye dil jo h doob rha
apne farz se h ghafil hua
nhi sakoon is ko kisi hal mn
tarapta palatta ye har hal mn
ab to sota hun mn subahoshaam
har waqt krta hun mn aram
na mulk ki fikar h na dunya ka dar
mar jaen phir bhi na ae sharam
yun hi doob jati hn taqdeeren
palatti hn khawabon ki taqdeeren
zinda bacha h agar ab tak zameer
to bana le itihad ki ek zanjeer
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Very Nice. You have done well.