Jin Rahon Se Mai Roj Gujarta Poem by mithlesh sharma

Jin Rahon Se Mai Roj Gujarta



jin rahon se mai roj gujarta ek ladki mil jaati h
bechai sa mai ho jaata hu jab hole se bo hansati h
kya rang h uska rab jaane rab ne jo use har rang diya bo dil ka gujarna galiyon se uska vo payal khankana
ek nazar se usko jo dekha palkon ko jhuka ke sharmana
kabhi nachti kabhi jhumti vo chanchal h madhosh h
ethlati h balkhati hpar jane kyun khamosh h
ek noor h co kaynaat ka jo khil utha barsat me
khud ishq bhi jeene laga uski kahi har baat me

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
ek naya ehasas
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success