Khamoshi Poem by dr.Neha gupta the POEMLOVER

Khamoshi

Hr taraf khamoshi h
bs kuch barish ki bunde girne ki awaz h
ye kuch barish ki bunde zkhmo ka taza kr jati h
jo chupe the jazwat mujhme
unhe shabd de jati h
is andhere me b yado ki roshni de jati h
kbi drd me girti h
kbi drd se girti h
jaha b ho
hr pal ko pyar ka naam de jati h
jitna b drd ko chupao
jitna b yado ko bhulao
us pyar me mile hr zkhm ko utna hi gehra kr jati h
ye choti choti bunde hi
aasma se gir kr
mitti me chupe ek beej ko
age bdne ka rasta dikha jati h
yhi wo barish ki bunde h
jo hr mausm me zmeen ki pyas bujha jati h...
Kbi Kamal pr gire to moti
ya kbi sirf bikhar kr reh jati h...

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success