Khushioon Ka Ehsaas(Hindi) Poem by Deepanshi nanda

Khushioon Ka Ehsaas(Hindi)

Teri khayal hai tujhse pyar hai har kisi ko nhi diya jo tera pass hai pr tune jo kiya vo koun sa insaaf hai... Agar kuch tha hi nhi toh kyu kiya vo agar kuch tha hi nhi toh kyu jeeye vo......
Guzarti Hun aaj bhi jb un galiyon se maine, to waqt kahin ruk sa jata hai, dil karta hai kuch masoom sawal, par naa dhadkano se koi jawab aata hai, ruk si Jati hai ye dharkane bhi waqt ke sath, jb jb un lamho ka khayal aata hai.
Dekhti Hun aaj bhi main jb unhe vahi aapne sath, vo nazara hothon pr hasi aur aankhon main chand aansu bhar lata hai.
Fir bhi un ashko ki bheed main ik aansu esa chalak aata hai, jinme un yaadon ka gehra aks nazar aata hai, dhoondta hai dil unhe, jinke hone se dhoop me bhi hoti thi chaano, intezaar hai toh bs itna ke zindgi me vo lamha fir kb laut ke ata hai....

Saturday, September 19, 2015
Topic(s) of this poem: sad
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success