Kya Kahun Tujhe? ? ? ? Poem by Ankit Vaghasiya

Kya Kahun Tujhe? ? ? ?

Kya kahu tumhe
ChanD jo roj ek Bewafa ki tarah aksh badalta hai,
Ya SuraJ jiski tapash se pyar ki ushma osh ki bund ki tarah ud jati hai.
Kya kahu tumhe,
SagaR jo najane kitni priyatama nadiyo ko nigal ke bhi khud ka swad nahi badalta,
Ya ParvaT jiski toch baadal se bhi uchi kyo na ho, par uski barish ka pani tak sama nahi sakta,
Fir sochu tuje JAMEE hi kehdu,
Aashman diwangi jo apna sina chir ke usko tez kirano se bachata hai,
Par bewafa Zamee ka ghurur jo khud ki tapas se asman ko bhi Jalata hai

Kya Kahun Tujhe? ? ? ?
Tuesday, March 3, 2015
Topic(s) of this poem: girls
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Ankit Vaghasiya

Ankit Vaghasiya

vanthali
Close
Error Success