Meri Jaan Ne Mujhe Yaad Kia Hai Poem by raw you all

Meri Jaan Ne Mujhe Yaad Kia Hai

Rating: 5.0


Sochata mai bhi hu tere baare me Fark sift itna hai hai ki tu gaur ni karti Teri hansi ke liye mai bhi mazaak karta hu Par tu nazaren ek bar bhi meri or ni karti Teri zulfein tu jab bhi khol deti hai during The class Hawaa mujhe bhi lagti h aur bhool jata hu formulas mere deemag me us waqt bhi tujhse baat karne ki kashmokash chalti hai Jab attendance ke baad tu Bag utha kar seedha baahar nikalti hai Special dost banaati hai tu jaanta hu mai Par tujhe nahin khabar mere liye tu kitnI hai Formal pehnane ka shouk nahin hai mujhe At least haste hue dekhne ka mouka to milta hai mujhe Haa tujhse baat karte waqt mai show off karta hu Par tujhe kya pataa tere bare me baat bhi karoon to mai kitna blush karta hu tu to khair ho ni sakti meri kabhi janta hu tere contact no. ko hi star category me dal rakhaa hu Jab bhi tu lab work se call karti hai Mere Muh se ek hi baat nikalti hai Doston ek minut yaar MERI JAAN NE YAAD KIA HAI

Sunday, August 10, 2014
Topic(s) of this poem: love hurts
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
i love a girl so much but i know i can never express my feeling to her because she is different from me....and yes i still love her so much
and i just want it to let it be..
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 1
Close
Error Success