Nazaro Ka Dour Poem by Sumit Ojha

Nazaro Ka Dour

Rating: 5.0

Aaj Dhadkan na jane Q tham sa gaya
Tumhe dekh Palko ko na jane kya hua

Ruka hua waqt ab wapas aa to gaya
Bechain Dil aaj na jane Q nadan hua

Yu to Pichey bohat Aasiq they to sahi
Par ajmaya Nahi Tumne Humko kabhi

Pyar or chahat ka pagalpan alag Hai
Unki Yad Har nashey k leye kafi Hai

Jao Kahi mujhse dur Ruth kar tum
Manana Hoga to jaan de kar muskan laynge hum

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success