On Mumbai - Aaj Shabdon Ka Mol Kya Hai..... Poem by Pradeep Pathak

On Mumbai - Aaj Shabdon Ka Mol Kya Hai.....



Aaj Shabdon ka mol kya hai..
Aaj rutbon ki baat kerte hain...
kuch sadkon pe aashiyan lagey jahan...
un kasbon ki baat kertey hain...

Suna hai kuch log jung nai kerne lagey...
Aupney rung apno ke liye badalne lagey...
Mai khamosh khada dekhta raha...
Dil he dil mai bhiter bhuchal sa dolta raha...
Sukun mila jub kabhi aagey bade...
Per takhdeer jahan khojti hai, us jagah ka bol kya hai...
Aaj Shabdon ka mol kya hai....

Dekho ye dilasha ka nahi tark ka zamana hai...
Yahan swarg nahi humko nark dikhana hai...
Jub saanth mili manzil ko dhundha humne..! !
Sub bole ye tera nahi mera zamana hai...
Misaal deni hai to dariya ki na de mujhko...
Jahan moti he na ho wahan fir anmol kya hai...
Aaj Shabdon ka mol kya hai....

COMMENTS OF THE POEM
James Mclain 12 December 2008

I see you........................>>: :) it)

0 0 Reply
montana smith 12 December 2008

i can't even read the language, but i know its better than the other poems here

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success