Sachai Ka Sheesha Poem by Sanju Sharma

Sachai Ka Sheesha

Rating: 5.0

Kyun bana leta hai dil har kisi ko apna
Kyun sacha lagta hai har raat dekha spnaa

Aankh khulta he dikhta hai sachaai ka aisa sheesha
Jo badal deta hai sochny ki har deesha
Jaan se zada chahne par ni piglta kisi ka dil.

Kitna bhi kar lo kisi ke liye fr bhi matlbi si lagti hai yeh duniya
had se zada bharosa krny ke baad duniya dekhati schai ka sheesha
jo majbor kar deti hai ki badlun ma apni soch ki disha
shayad kuch he hai jo esa log takraty hain
kuch hony par he humesha hum sekhty hain.

Chahti hu har mod pe dekhy yeh
ankh khol dene wala sheehsa
jo badal da meri soch ki disha.

COMMENTS OF THE POEM
Jazib Kamalvi 04 October 2017

A sublime start with a nice poem, Sanju. You may like to read my poem, Love And Lust. Thank you.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success