Sunshine And Shades Poem by Suhail Kakorvi

Sunshine And Shades



I intended to describe countenance of Sun
Instead came before tale of sweetest one
Happy as I heard about lakes of wine of heaven
Even there not ended wine’s and its progression
He met me where and in what plight
Not to be told as it is of so called upright
Lovable she became loving, lovely change
Difficult now to find its abounding range
The same explained the sense of word reality
My beloved was just describing dream of sweetly
Radiance overpower here sensibility is lost hence
Do not tell about punishment and reward tense
Blessed he who caught sight of beloved’s beauty
Even surroundings depict his success wonderfully
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Urdu Version
Main likh raha tha rukhe aaftab ka qissa
Nikhar ke aagaya maste shabaab ka qisse
Wo zikre kausro Tasneem jisse dil jhooma
wahan bhi khatm kahan hai sharaab ka qissa
Wo ab adaye mohabbat men bemisaal hue
Bahot haseen hai iss inquilaab ka qissa
Kahan mile the wo kis haal men mile mujhko
Kise bataun main aalijanaab ka qissa
Isi se lufze haqeeqat ki ho gayi tabeer
Wo keh rahe the jise apne khwab ka qissa
Yahan tajalliye jalwa hai aqlo hosh hain gum
Yahan na kahiye azaabo sawaab ka qissa
Wo jisko ho gaya deedare husne yaar Suhail
Fazaen likhti hain us kaamyaab ka qissa

Sunshine And Shades
Wednesday, November 18, 2015
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success