Talash Poem by Nkashyap Kashyap

Talash



gumshuda se hum,
apni talash me.......
kuch bhi ab yaad nahi,
nahi yad kuch bhi
apne bare me................
becheniyaa hi becheniyaa h
hadse jada usss h maan,
fir bhi muskurare h.....
sabke samne....
kuch bhi....................bare me...............
kya batoo hal-e-dil me
uljhe sawal hi apne jawaboo me.......
saase to h magar jeene ka man nahi
kitne majbur h hum apne ap me........
akhoo nami iskadar tham si gai....
lagalo gale tut rahe hum apne ap me....
talsh rahe hum khud khud me
pat nhi kis kashm kash me jindagi apne aapm me......
dil kehta h mujhe dhadkana nhi
sase kehti h mujhe chalna nahi..
ruh kehti tujh me rehna nahi....
dimag apno ki khatir jeene ki duhai de raha h tadhpar ha h
mujhe apne ap me........
din bit rahe rate kat nahi h..
na chahkar bhi zindagi pal pal me hazarmot de rahi h.....
sab dard haske sehliya h...
jab ab dard hi nahi to mujhe jeenaa nhi....
adat si hogi h dardme jeene k...
wo hi dard h zeendagi meri apne ap me......................
nk- -; - (@

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success