Thandi Parh Gai Poem by Cxh Shoaib Baghi

Thandi Parh Gai

Thandi Parh Gai Baraf Ki Tarah Aata
Mujhse Naa Huwa Farz Koi Bhi Adaa
Mahroom Hun Ab Tak Maza Chakh Naa Saka
Naala-E-Dil Naa Baha Khushk Ho Gaya
Ghair Bhi Naraz Mujhse Ab Rehte Hain
Shanasaa Bhi Koi Ab Mera Nahi Raha
Fikar-E-Aarzoo Ki Chah Main Maine
Jaane Konsa Aaisa Gunah Kar Diya

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Angery about our self
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Cxh Shoaib Baghi

Cxh Shoaib Baghi

Bagh Azad Kashmir, Pakistan
Close
Error Success