Tut Gaye Sapne (Peshawar Attack) Poem by Utkarsh Singh

Tut Gaye Sapne (Peshawar Attack)

Suraj uga,
Ek umang thi Ankho me,
Suraj dhalta gya Umang badhti gai,
Sbah hua,
Ankhen khulin'
Ek asha thi Dunia dekhne ki
Badh chla mai,
Aaj ke bhawishya ko,
EK chhote se bastey me simtey,
Kya pta tha
Jo mai liye chla tha bastey me hi rh jayega...
Tha mai ek gulab sa,
Bikherni thi khushboo mujhe chahu ore,
Kya pta tha wo khooshboo kaliyon me hi rh jayengi...
KYa kashoor tha un kaliyon ka
Jo kanton ke upar khadi thi, ,
Khilne ki umeed liye, ,
Ki suraj ki roshni milegi aur mai khil uthungi, ,
Aur bikherungi apni pankhudiyon ko, ,
Kya pta tha ki ush din badal aisa chhyega ki mai murjha jaungi......
Mai to murjhai, ,
Mere katen aur pattiyan bhi tut gye, ,
Kya kasoor tha unka...?
Par ek vishwash liye murjhai thi mai, ,
Ki har ek kali kali na rhe
GULAB BANEY.....
Parwat sa ASma me '''
Chadh rha tha mai ek chiti bnkar..
Kya pta tha ki ek hawa ka jhoka, , ,
Mujhe mujh se hi alag kar dega....
CHHOTA SA THA mai, ,
Jitna tha etna bda ASMA, ,
KYA pta tha, ,
Ki ye asma hi mujhe asma me bhula dega....
written by, ,
UTKARSH SINGH

Sunday, August 28, 2016
Topic(s) of this poem: attachment
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
This poem written by me on PESHWAR ATTACK
COMMENTS OF THE POEM
Unwritten Soul 03 September 2016

I dont understand it but i click because of peshawar attack...my foreign friends are there, hope they all safe..thanks for alerted me

0 0 Reply
Mrs Khan 29 August 2016

This is so hearbreaking! Love your work though! ❤️

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success