Waqt Poem by KAVITA SINGH

Waqt

Rating: 4.5

Dil Tu kyu bekarar hai....
Tujhpe ye kaisi zid sawar hai...
Badlana to waqt ka dastoor hai....
Hum sab waqt ke hanthon majboor hai...

Kavi patjhad to kavi bahar hai...
Ye zindagi to sawan ki ek bauchhar hai....

dukh-sukh to rangon ki holi hai...
Zindagi en rangon ke bin kitni suni hai...

Raftar vari es duniya me...
Sab pichhe chhut gaye...
Jo the kavi humdard.....
wo apne vi Ruth gaye....


Bikhre sapno ki rangoli hai...
Tuti Armano ki doli hai...
Ji lo zindagi jee var ke, aaj..

Ye zindagi to rangeen sapno ki...
Ek khubsurat paheli hai.....



#kavita

Wednesday, January 13, 2016
Topic(s) of this poem: time
COMMENTS OF THE POEM
Abduhoo Salamath 01 September 2016

lajavab hai aap ki yaden....aur be misal hai aap ke ashaar....kavita se hi nbante hai kavi...aur chahte bhi hai tumey sabhi... bahuth khoob...

0 0 Reply
Ajay Kumar Adarsh 24 August 2016

bahut khoob Dil Tu kyu bekarar hai.... Tujhpe ye kaisi zid sawar hai... Badlana to waqt ka dastoor hai.... Hum sab waqt ke hanthon majboor hai... & Raftar vari es duniya me... Sab pichhe chhut gaye... Jo the kavi humdard..... wo apne vi Ruth gaye.... bahut hi bakhubi se aapne waqt swarup batlaya sach men har koi kabhi na kabhi waqt ke hatho mazbur hota hai....... is duniya ki badhti raftar men ham kya kuchh pichhe chhor/chhut jate hain bahut hi khubsurat warnan....

0 0 Reply
M Asim Nehal 01 August 2016

Waqt ki chaal nirali hai, waqt ka khel nirala hai.....beshak insaan waqt ke haathon mein kathputli samaan hai lekin shayad jeena isi ka naam hai...

0 0 Reply
Rajnish Manga 13 January 2016

वक़्त के हवाले से आपने जीवन के पल पल बदलते हालात की बहुत खूबसूरत समीक्षा प्रस्तुत की है. कृपया लेखन का क्रम जारी रखें. धन्यवाद व शुभकामनायें.

1 0 Reply
Kavita Singh 13 January 2016

thank you....Rajnish Manga ji...

0 0
Shahzia Batool 13 January 2016

A beautiful example of positive thinking about life...

1 0 Reply
Kavita Singh 13 January 2016

sukriya.... shahzia ji

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success