Yad Pyar Dnt Think Poem by Sumit Ojha

Yad Pyar Dnt Think

Rating: 4.5

Yado ka tha jo sama.
Aaj phir main unse juda ho gaya.
Yad tari ati hai. Rate bhi tanaha hai.
PyarTo Zindgi Ka afsana Hai,
Iska Apna hi 1Tarana hai.
Pata hai Sabko Milenge Sirf Aansu,
Fir bi Na Jane Q duniya me har Koi iska Diwana he
.Andhere Ka Ehsas Sham Se Hota H,
Nashe Ka Ehsas Jaam Se Hota H,
Yu To Hajaro Gum H Is Dunia Me,
Magar Dard Ka Ehsas
Mohabbat K Nam Se Hota Hai.
Har Baat Ka Jawab Nahi Hota,
Har Ishq Ka Naam Kharab Nahi Hota,
U To Jhum Lete Hai Nashe Me Pinewale,
Par Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota..! !
Zindagi ek hasin khwab he,
Har khwab ko Manzil nahi milti,
Tut kar bikhar jate he wo Rishte,
Jinhe koi Zanzeer nahi milti...
Khuda salamat rakhe unhe,
jo humse pyaar ke badle sirf nafrat karte hai,
Pyaar na sahi nafrat hi sahi,
kuchh aisa to hai jo woh sirf humse karte hai.

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Sumit Ojha

Sumit Ojha

Ahmedabad
Close
Error Success