Yahaan Jeena Muhaal Hai Poem by Aftab Alam

Yahaan Jeena Muhaal Hai

Rating: 5.0

Sach ka pani pila kar jhot ko sach bana dena,
Ye to purani baat hai pital ko sona bana dena,
Udte parindo ke parwaz se itna bhi khush na hona,
Zindagi ki talash me inka udna, bhatakna, aur rona,

Maut se behtar neend gharon men khan mayassar,
Shor sharabon se to behtar hai qabr ki neend sona
Mere qabr me dafan honge zindagi ki kayee sach,
Duniya ke saamne bhalaa ronaa bhi to kyon rona,

Sunday, October 26, 2014
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
Neela Nath Das 26 October 2014

A wonderful poem again.Lines to remember- - - - - Mere qabr me dafan honge zindagi ki kayee sach, Duniya ke saamne bhalaa ronaa bhi to kyon rona, WAH!

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success