rabia butt

rabia butt Poems

na mosumo may rang hy na hawa khushgawar lagti hy
meri nazron ny khaya dokha mujy duniya khrab lagti hy
sab khudgarzi k perokar niklay mujy rahaat azab lagti hy
khokhlay lagty hain suny sary lafz mujy kurbat faraq lagti hy
...

bety barson ka zehar jo chery dil ko aab talak aik nishtar ki tarhan
ham jity aab tak aay hain aik bohat hi sokhay tany ki tarhan
sab luta dia aor lut b gay aik rah may bethy musafir ki tarhan
wo bety din na bolain aab tak aor dhain soz kayamat ki tarhan
...

3.

masoom kali ko kat dala aor mukamil phool ko hony nahi dia
awaz e dil, dil may rahi aor zuban ka sath milny nahi dia
han thy kuch aasaib zindagi k jo rahy mery sath sath chalty
bekhof un ki zaat ny mujy hony nahi dia
...

sham ki tanhaion may andhaire raton ki udasi aai
main ny jo palat kar dekha bikhry mazi ki aik lehar aai
mondhi aankhon may kuch kuch musarat bary pegham aay
aankh kholi to phir wohi kurb k lamby saey aay
...

The Best Poem Of rabia butt

Na Mosamo May Rang Hy

na mosumo may rang hy na hawa khushgawar lagti hy
meri nazron ny khaya dokha mujy duniya khrab lagti hy
sab khudgarzi k perokar niklay mujy rahaat azab lagti hy
khokhlay lagty hain suny sary lafz mujy kurbat faraq lagti hy
himat badh gai itni k sari aziyat kamal lagti hy
ay manh kasy kata waqt to ny teri duniya kise kaide cheria py jal lagti hy
meri her khta maf kar dena teri guad mujy jalta charagh lagti hy
mujy bata k main kis py aitabar karon yahan to her shaks ki niyat khrab lagti hy

rabia butt Comments

Sohaib Khalid 01 December 2011

Nice Poetry :) Carry on! ! ! ! ! ! Best regards

1 0 Reply

rabia butt Popularity

rabia butt Popularity

Close
Error Success