Rashmi Kumari

Rashmi Kumari Poems

Ek kajal hai aur ek koyla
dono ki apni kismat hai
dono ek se hi dikhte hai
par ek aankho me basta hai
...

Thak jati hai dhund ke tujhko, aankhe meri har kone me
tab jakar milte ho inko raat ki in andhero me

aankhe khol ke jab mai chahti hu tujhko jee bhar ke niharana
...

dekha maine samundra ki laharo ko aate jate dekha
sarsarati laharo ko maine nachte gaate dekha

laharo ko pani se uthkar bahar aate dekha
...

Duriyon ko badhate,
kabhi duriyo ko mitate ye rashtey..
Kabhi aankho me aansu late to kabhi
apno se milne ki pyaas bujhatey ye rashtey..
...

The Best Poem Of Rashmi Kumari

Ek Kajal Hai Ek Koyla

Ek kajal hai aur ek koyla
dono ki apni kismat hai
dono ek se hi dikhte hai
par ek aankho me basta hai
duja chulhe me jalta hai

ek ke lag jane se
kahte hai buri nazar se bachte hai
duje ke jal jane se
bhuk se hum ubharten hai
ek kajal hai ek koyla
dono ki apni kismat hai

Rashmi Kumari Comments

Rashmi Kumari Popularity

Rashmi Kumari Popularity

Close
Error Success