Rishi Thakkar

Rishi Thakkar Poems

Ghum ko jaise chupata hai koi..
Meethi hasi ke kambal mein toote dil ki kampan siskiyon ka dard chupata hai wahi..

Zindigi sikhati hai aksar haar se
...

Chupke chupke ek baat Shuru ho gai..
Aankhein 2 se 4 ho gayi..
Fir baar baar Deedar hua..
Unke saamne aane ka har pal intezaar hua..
...

Wo ek pal bahut khaas thaa
Uss pal ka mujko nahi aabhas thha
Wo kyun aaya do Ghadi ka amrit le ke
Wo yun aaya pathjad mein saawan le k
...

I stare @people who come and go...
Seeing me they smile so much, feel so happy little about their Plastic Smile i know.
With my round bubbly eyes i keep staring @them..
Few aunties play with me, few uncles feel joy while in the air they throw me...
...

Mystery of expectation

The largest mystery that haunts us all is the mystery of expectation.
It's a phenomenon that governs each of our relations.
...

The perfume...

Once upon a time is how many stories begin..
This time I thought how bout a poem telling a story within..
...

khushnaseeb hai aankhein, inko tera intezaar hai.
tere chehre ka prakash tere geuson ki ghani lambi kaaynaat
tere gaalon ke gaddhe, uss lambi naak ki takraar par kitni baar hum haste
wo teri aankhon ki geherayi wo tere hothon ki mulayam razaii
...

Sometimes I wonder what is a kiss?
Iss it what daadi gives on forehead when I bring her gods flowers for worship.
Or is it what grandpa gives me when I touch his feet
Mumma gives me everyday 2ce once when I wake up and once when I go to sleep..
...

Kabhi kabhi sochta hun iss lafz k bare mein Bewajah..
Kya hota hai zindigi mein Bewajah
Milte nahi ajneebi yuhi
Har mulakaat ke peeche hoti hai 1 wajah.
...

Together, or TO GET HER...how do i read it?
Your hand i desperately need it..
When you cuddle my hair with it, makes me feel the world will be mine, solutions to all problems ll b on my finger tips..
It still reminds me the beauty of your eyes and the reflection of my compliments on your soft red tender lips..(smile)
...

11.

Aaj dhoop thodi si main tumko deta hun, kyunki kal tum bhi kisi ka sooraj thhe
Aaj khushiyan behisaab deta hun, kyunki kal kisi ko bewajah khushi tumne bhi baati thhi,
Har pal tumhare antaraatma ke saaye mein main
Har kriya main main har parinaam main
...

From darkness to light


Wherever I look Thrs so much of despair
...

Tum jo agar hote...

Tum jo gar hote, Kuch sapne apne sang hote..
Kuch aansu aankhen na khoti
...

Kyun apne alfaazon se dil kuredte ho haiwano ki tarah..
Humne tumko chaha hai chahne Walo ki tarah...
Kyun har baar purani baaton ke taan cheeda karte ko
Kyun asantosh bhavnaon se har par khudko dekhte ho..
...

Maut...

Ae maut tujhko zindagi ka waasta
Vayda kar mujhse jab milegi mujko
...

Shaadi ke 20 saal beet gaye
Zindigi ke an ginat pal tumko diye
Tumhara khud se pehle humne socha
Tumhari har khwaish ko puja
...

Wo hai baadal to main hoon bijli
Wo hai baarish to main hoon chhatri
Wo hai sooraj to main hun sunglass
Wo hai chandrama to main bhi hoon taare khaas
...

Kya naya yug ka jalwa dekha
Sabko ek machine mein ungliyan nachate dekha
Aankhein iss machine se devdas-paaro si mohabbat karti hai.
Aur ungliyan chandaramukhi jaise isko lubhati hain
...

1) Kyun dil jo Chahe milta nahi kabhi kabhi..
Chahta jisko beintaha hai zahir nahi kar sakta usse abhi
Ibadat rab ki roz karta
Deedar fir aankhen mund unka karta
...

Ladka ladki mille
Fir dosti hui
Dosti hui
Fir baatein hui
...

Rishi Thakkar Biography

The most beautiful poem is life itself.A happy opportunity to express infinite emotions..a unique chance to make people feel the love and pains of your heart..Every one is a poet all we need to do is be our own poemhunter)

The Best Poem Of Rishi Thakkar

Ghum Ko Jaise Chupata Hai....

Ghum ko jaise chupata hai koi..
Meethi hasi ke kambal mein toote dil ki kampan siskiyon ka dard chupata hai wahi..

Zindigi sikhati hai aksar haar se
Pooch ti hai humein,
Kya le k aaye thee sansaar mein
Kya le k jaaoge yahan se...

Fir apne aap ko phuslata hai koi
Aasuon ki oss bundo mein sacche dard ko puchkarta hai koi..
Ek hasi ka bahana de jata hai koi..

Ghum ko jaise chupata hai koi..
Naye Naye riti riwazo k kadghare mein parikshaein deta hai wahi.. 
Uske antarman ka dard na jaanta hai koi...

Ha usse ghum hai
Usse ghum hai k usko maanta hai har koi..
Fir kyun aise karam karta har koi..
Ek taraf agarbatiya aur diye jala kar aastha karta hai..
Duji taraf chori balaatkar ek duje ki ninda kar gusse ko har insaan k uskarta har koi...

Ghum ko jaise chupata hai koi..

Ye koi aur koi nahi khud bhagwaan hai..
Dard hai uska k laachar kitna insaan hai..
Ghum hai usko kaise banne sabki khushiyon ka palanhaar
Jab har koi Ek duje ka dushman bana yahan ek duje ka guru sarkar..
Zara uss baap k mann ki socho jo karta bacho se pyaar hai..
Par bacho ne kaha seekha samjauta karna ye sab to apni zidd puri karne ko har kadam uthane tayyar hai..

Ghum ko jaise chupata hai koi..
Par shigra kalki roop mein aa Raha hai wahi...


     

Rishi Thakkar Comments

Rishi Thakkar Quotes

The four golden rules of a happy life- Forgive and forget the negatives people and negitivities Accept and do not expect from those you have given ur all..

Rishi Thakkar Popularity

Rishi Thakkar Popularity

Close
Error Success