Shaista Nigar

Shaista Nigar Poems

Aansuon k diye jalaye ga
Wo jo hum ko kabhi hansaye ga

Beqarari na dil ki jaey gi
...

Din bhar ki musaafat tay kr k
jb shaam sehen mein aati he
aur raat ki rani shb bhar phir
chaahat ki mehek phelaati he
...

Wo dhoop chhaon ka manzar
wo malguji si sahar
faza mein hulki si thandak
dilon pe sard mohor
...

Rait ka aik ghar banaya hay
Wo bhi apna nahi paraya hay

Andhion k muheeb sayey mein
...

Teri firdous tou gum gashta thi gum gashta rahi
mein ne ik wada e farda pe sanam torr diye.....
...

Aablay
jo paon k dekha kiyey
Raat ko
hum der tk roya kiyey
...

Gulaab chehra jo hum se bichhar gaey kuchh log
Hamaray sath wo rehte hen khushbuon ki tarha

Wo jin ki yaad mein aangan ki hr kali he udass
...

The Best Poem Of Shaista Nigar

Mosum-E-Gul! ! !

Aansuon k diye jalaye ga
Wo jo hum ko kabhi hansaye ga

Beqarari na dil ki jaey gi
Mosum-e-gul guzar hi jaey ga

Yaad aey ga tera waqt-e-safar
Doobta chaand hamen rulaey ga

Jis ka dunia mein koi dost na ho
Kese sheeshay ka ghar banaey ga?

Kon de ga tumhara sath Nigar?
Kon dil ka nagar basaye ga?

Shaista Nigar Comments

Shaista Nigar Popularity

Shaista Nigar Popularity

Close
Error Success