vishal tomer

vishal tomer Poems

hame na ab koi kwahish hai pyar ki,
na dard ke sakoon se ab hame nikalo,
kis tarah loot ti hai duniya pyar me,
tumhare ehsaaso ke khazano ko,
...

vishal tomer Biography

MY PROFESSION IS CIVIL ENGINEER BUT MY HEART SAY ' YOU ARE A PERSON WHO IS WRITE THE PAIN OF ALL LOVE COUPLES IN LETTERS' ITS MY BIOGRAPHY........? ? ? ? ? ?)

The Best Poem Of vishal tomer

Hame Na Koi Aarzoo

hame na ab koi kwahish hai pyar ki,
na dard ke sakoon se ab hame nikalo,
kis tarah loot ti hai duniya pyar me,
tumhare ehsaaso ke khazano ko,
banta hai mazak is sreef-e-mehfil me wafa ka,
mera dil janta hai..............
na koi seene se ab in sawalo ko nikalo,
me khus hu......me khus hu..
doobker in sharab ke paimano me,
mer hi jaunga me, muje na ab bahar nikalo,
ladkhda rahe hai kadam, manzil door hai,
sambhal jayenge ye yakeen hai khudi ko,
ba-shart hai ki koi na hame sambhalo,
tootna hi seekha hai bas humne jaha me,
samate rakhe hai wo pal dil me,
teri wafa se bewafayi tak,
unki wafa to kho gayi unski bewafayi se,
jo yaadain hai sahara mere jeene ka,
pada rehne do aise hi kahi dil ke kone me,
koi na ab in yaado ko dil se nikalo,
bahut jee liya is duniya me ghut ker,
aye khuda muje bhi apne pass bula lo,
ger aaye wo mere janaze ke peeche,
jee na paunga merker bhi main........
are koi to unhe yaha se bahar nikalo.
na aane dena meri kaber bhi us na pak ko,
bas meri is aakhri kwahish ko dil se laga lo......

vishal tomer Comments

vishal tomer Popularity

vishal tomer Popularity

Close
Error Success