chayanika saha

chayanika saha Poems

koi jeenay ki wajah do mujhe
sans lene ki panah do mujhe
sikha do mujhe is zindagi ko jeena
hans hans k gam kay aansuo ko peena
...

mai kho gayi hu
mujhe dhundkar lao koi
razai mai chipi
nam aakho mai soi
...

kabse khadi hu trer intezaar mai
ek bar piche mudkar toh dekh
kabse taras rahi hu tere saath k lie
ek bar mera hath tham kar toh dekh
...

tanhai dasti hai bas mujse kehti hai
hu mai sabse juda
tera hi faisla hai khuda
tanhai tanhai hai ye kaisi tanhai
...

where is the smile
where is the smile
i searched it miles and miles
but where is the smile
...

aisa koi pal tu muje bata
chehra jab mai sochu na tera
aisi koi chiz tu muje dhika
chehra jisme dhike na tera
...

The Best Poem Of chayanika saha

Zindagi Ki Sacchai

koi jeenay ki wajah do mujhe
sans lene ki panah do mujhe
sikha do mujhe is zindagi ko jeena
hans hans k gam kay aansuo ko peena
kaise hai ye duniya k taur tarike
kyon muje lagta hai sab berang or feekay
aiye kudrat samjha day tu mujhko yeh jahan
jahan khul kay hansu or kahun
haan meri zindagi hai yahan
mat kara tu mujhe ehsaas
ki mai hu dharti ka bhoj
na khol mere tu aise raaz
dukhi kare jo mujhko roz
wo dil dhadakne ki awaz toh suna
jo bhula day mujhko mera rona
chinta satati hai jo kal ki
khushiyan mitati hai wo is pal ki
koi jeenay ki wajah do mujhe
ssans lene ki panah do mujhe
sikha do mujhe is zindagi ko jeena
hana hans kay gam kay aansuo ko peena

chayanika saha Comments

chayanika saha Popularity

chayanika saha Popularity

Close
Error Success