Abhi Bhi Kuch Umeeden Hn Poem by Naila Rais

Abhi Bhi Kuch Umeeden Hn

Na jaane kyun ab hasne ko dil krta nhi
Ji krta h bas kho jane k
Din mn bhi soyi rhti h raat
Awaaaz nikalne mn bhi dar h lgta.

Kuch pal h jinhe mitaya ja nhi skta
Kuch pal h jinhe chah kr bhi bhoola nhi ja skta
Bas kyun hua ye sab ye smjha nhi ja skta
Ab apni khoyi izzat ko wavas laya nhi ja skta.

Bas kuch din ki ye zindagi aur sahi
Bhool kr bhi bhoolana chaoge toh bhool nhi paoge
Apni galati k ahsas khud kr jaoge
Par vo din ayega kab?

Aapka farz hifazat h
Pr meri izzat se khelna kbhi bhool nhi paoge
Behtar h duniya mn hi sudhar jao
Wrna aakhirat mn phachtaoge! !

Saturday, January 25, 2020
Topic(s) of this poem: brotherhood,cousin,dignity,respect,suicide
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Kuch baatein khoye dil ki, kuch ahsas aur kuch wawas hasi paane ki aasha rkhna
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success