Ravi Kopra Poems

Hit Title Date Added

sach hai
tum ko kuch bhi pata nahin
khawaish kisay kehtay hain
kya tumari beti ne kabhi tum ko
...

sach hai
tum ko kuch bhi pata nahin
khawaish kisay kehtay hain
kya tumari beti ne kabhi tum ko
...

dhanda-pan
acHa nahin lagta
agar tum kaanpo to
tum par koi vishvaas nahin karta
...

har cheeze tere main
khushi se bhari theek thaak lagti hai
agar main kuch hoti
main tumhari aankhaiN khareed leti
...

Tere aur mere beech
koi awaaz nahin aati, paunch nahin paati
jaisay ye paani k andar chal rahi ho
ya bijli k switch ki tarah
...

us subah bahut kuch hua
us hotel k kamray main hua
jis ki dewar aur cHat pe lagay kagaz
sakht paani se bharpoor ho gaey
...

kabhi aisa lagta hai main aadmi honay se tung ho gaya hoon
main darzeeioN ki dukanoN main aur cinema halls main ghoomta phirta hoon
sookha, waterproof ek roohi se bani bathaq ki tarah
gharb aur swaah k paani main apna raasta nikalata hua
...

308.

main hawaa main aa rehi hoon
amazon jungle ki aurat hoon
mere paoN naNgay hain
ghaDgharati ghantian mujh main garajti hain
...

mujhe apni chahat bana lo
o pyaar, mujhe apni hawa bana lo
uDati rahoon gi din bhar main tumain
...

KapDay pehninay ki parvah kartay ho
khana khanay ki parvah kartay ho
parvah karo k tum parvah kartay ho
...

Close
Error Success