mujhe jana hai door abhi,
yahan se aage,
ye jo falak hai na,
ye aakhiri nahi hai! !
...
' ek bhaayi ki abhilasha'
rakha hai apne nanhe panwo ko
jin raaho pe tune
...
shabnam ki boonde
kyun palko pe aati hai?
dhup hoti hai aur
saawan sa barash jati hai
...
teri baat kiye bina
koi baat
ho bhi to kaise ho?
tujhe yaad kiye bina
...
chahne walo k lafjo ki juban hoon mai
kitni azadiyo se rahta hoon
dekh kitna bada makan hoon mai
jara dhund to loon meri jado tum ho kaha
...
aarju lekar ghar se nikalte kyun ho?
pair jalte hai to aag pe chalte kyun ho?
dil hai awara akele me bhatak jayega! !
yu door talak raat me tahalte kyun ho?
...
Akele musafir ko karwa jarur milega
jise chhod diya sabne,
usse jahan jarur milega,
kabhi to meri jamin,
...
Mujhe Jana Hai Dooor Abhi........
mujhe jana hai door abhi,
yahan se aage,
ye jo falak hai na,
ye aakhiri nahi hai! !
ek jahan aur hai abhi,
is jahan se aage,
ye to bas ek mod hai,
thaharna kaisa?
manjilein aur hai abhi,
is nisan ke aage,
mere dil me rahne walo,
mere armano k par na katro,
abhi to udna hai mujhe aur,
aasman se aage,
daud to sakta hoon mai bhi,
lakin dar lagta hai,
nikal na jaau kahin mai,
is karwan se aage.
*
*
*
*
ye jo falak hai na, ye akhiri nahi hai! ! !
ek jahan aur hai abhi is jahan se aage
mujhe jana hi dooor abhi........................................
chunchun