Gunjan Panchal

Gunjan Panchal Poems

Anant prakrati k rup nirale
kahi hai chanv kahin hai dhup k ujiyare
prathvi k har kone mein bikherti khushbu
surya aur aasman eske sakhi bandhu
...

You think, you create
You put your points in debate
Your mind, your logic
Ur own idea contain magic
...

The Best Poem Of Gunjan Panchal

Meri Prakrati

Anant prakrati k rup nirale
kahi hai chanv kahin hai dhup k ujiyare
prathvi k har kone mein bikherti khushbu
surya aur aasman eske sakhi bandhu

golakar prathvi ka hai ye shrangar
prakrati lati hai har kan mein bahar
amarta ka gorav liye karti hai nivas
har jiv jantu ko hai iss par naaz

mana nahi hai apni koi bhasha eski
muk rahkar karti hai apne dil ke tasalli
hava k jhonke hai prakrati ka varnan
mantamugdh hai eski chavi aur ismaran

Prakrati hai prathvi ki sansein
na koi swarth na chalkapat
badal bhi paid podhon par pani hai barsate
sab jivon ki jaan hai eske nikat

apna eska nahi koe rup
phir bhi prakrati ki mahima hai majbut
phir bhi phul podhe hai ska ansh
pure bhrammadn ka yahi hai saransh

Gunjan Panchal Comments

Gunjan Panchal Popularity

Gunjan Panchal Popularity

Close
Error Success