Prakash Soona

Prakash Soona Poems

Hamne aisa ghar dekha hai
aukhal bheetar sir dekha hai
sookha chulha khali bartan
chhat ko bhi charmar dekha hai
...

The River
Of
grateful sentiments
where -
...

Jab Kabhi
hone lage ahasas
tum sansar ke
sabse dukhi vaykti ho
...

Chaand taaron ki haqeeqat jaanta
main tumhari bhi muhabbat jaanta
kal kisi ne naam mere khat likha
thee tumhari ye shararat jaanta
...

Prakash Soona Biography

Living in Muzaffar Nagar (U.P.) India)

The Best Poem Of Prakash Soona

Ghar (Ghazal)

Hamne aisa ghar dekha hai
aukhal bheetar sir dekha hai
sookha chulha khali bartan
chhat ko bhi charmar dekha hai
jab chalti hai tez hawa to
aankhon main ek darr dekha hai
jab dil mein ho mail na koi
masjid bhi mandir dekha hai
jo ghairon ka ghum baante hai
Soona usko tarr dekha hai

Prakash Soona Comments

Prakash Soona Popularity

Prakash Soona Popularity

Close
Error Success