Dev mishra

Dev mishra Poems

1.

gam wo hai jo muskilo me bhi jindagi jeena sikha deta hai..
musibaat ane per apne paraye ki pahchaan kra deta hai...

ye gam na jane knha knha chipa rhta hai...
...

hokr nirash mai baitha tha, mila nhi tha mujhe apna mukam.
ki thi koshishe maine itni, phir bhi ho gya tha mai unme nakam.
gir pade the wo ansoo ankho se meri, jo the us nakami se.
dar gya tha mai is kadar, asaflta ki is badnaami se.
...

Mai kaise us shaks ko rula sakta hu, jisse maine khud ro rokr manga hai..
Mai kaise uski chahat ko pura na karu, jisko maine apni chahat banaya hai.
Uske har sapno ko pura karna hi mera sapna ban chuka hai, kyonki wo shaks hi to mere sapno me aya hai.
Mai uski muskaan ko lane k liye duniya se ladne ko taiyar hu, usi ne to mujhko hasna sikhaya hai.
...

ayi hai mere angne me itne salo baad.
manga tha us nanhi si jaan ko, krk khuda se fariyad
pakar us nanhi si jaan ko, ankh meri bhar ayi.
khul gya mera naseeb, jo wo meri god me utar ayi.
...

ajj mai akela baitha hu, bas tere sath bitaya wo pal khyal me a jata hai.
ho jati hai kbhi tabiyat nasaj meri, tera wo dantakr mera khyal rkhna yaad a jata hai.
tu krti thi subah sham itna pyar mujhe, bas ye dil usi pyar ko phir se chahta hai.
hai nhi koi sath mere tere shiva is janha me, tere na hone se, ye banda khudko akela pata hai.
...

🇮🇳tribute to indian army
...

7.

man hai udas, na koi pass, ye akelapan mujhe khaye sa ja rha hai.
yaad ate hai wo log mujhe, jo chodkr chale gye, ye man unke pass saaye sa ja rha hai.
bhatkta hai man mera unhe pane ko, phir se mai daman unka tham lu.
lgakr unko gale se apne, bas apne pyar ka unhe paigam du.
...

pakadkr ungli jiski, maine chalna seekh liya.
thamkar hath jiska, maine ye jnha dekh liye.

*aise pita ki kya mai tareef kru.*
...

ek dil hai mere pass, ek dil hai tere pass.
is dil me kitna pyar bhara hai tere liye.

tu dil ko tatole kr dekhna ek baar sirf mere liye.
...

10.

👫chla tha mai akela in jindagi ki raho per....
mila koi aisa mujhe in sunsaan si raho per.

pta na tha mujhe wo ajnabi meri jindagi ka hissa ban jayega...
...

tujhko paye bina mai rah nahi sakta..

pyar krta hu tujhse mai itna, lekin kah nhi sakta...
...

kya tareef karu mai teri, har tareef bhi kam pad jati hai.
likhne baithta hu jab tere bare me meri kalam bhi thak jaati hai.
jab likhta hu tere baare me, samne teri hi tasveer ati hai.
dekh leta hu us tasveer ko mai, kavita khud bakhud likh jati hai.
...

13.

kabse khada hu mai tere intejaar me.
na tha hosh mujhe kuch jab tha mai tere pyar me.
hokar tere pyar mai pagal mujhe kuch kuch ho gya tha.
lag rha tha kuch aisa, koi kimati tohfa de gya tha.
...

ek bhool ho gayi thi mujhse jo tujhse dil lga baitha tha.
na lagau mai dil tujhse har koi mujhse khta tha.
ho gya tha pyar tujhse isme meri kya galati thi.
tu hi ban chuki jeene ki manjil meri isliye sanse meri chalti thi.
...

sunata hu mai ek anokhi prem kahani.khud mai apni jubani.
tha ek ladka jo ek ladki se pyar krta tha.
krne ko wo ijhaar apne pyar ka thoda dra sa rahta tha.
jis ladki se tha usko kuch khna, jiske sath tha usko jindagi bhar rhna.
...

chaha tha ek dost is jamane me.
tabhi ek ladki mili mujhe anjane me.
wo bilkul meri jaisi thi, wo ladki hi kuch aisi thi.
usk liye utha liya ye kalam maine hath me.
...

unhe lga ki ham unhe bhool jyenge..
beech raho me ham unhe chod jayenge...

isliye sath mera chodkar wo chali gyi mujhse door...
...

mai hu hi nahi kuch bhi bin tere..
jindagi assan si lagne lagti hai jab app sath ho mere..

tere door jane se dil mera ghabrata hai....
...

hai wo ladki bholi soorat wali....fir bhi chulbuli si sararat karti hai....

baato me hai uski kuch aisa nasha, dil k sare gamo ko kam kr deti hai.....
...

ab tak tumhara intejaar kr rha hu, jabse tum chod k gyi ho....

dil ajj bhi ro rha hai tere liye jab se tum ise tod k gayi ho...
...

The Best Poem Of Dev mishra

Gam

gam wo hai jo muskilo me bhi jindagi jeena sikha deta hai..
musibaat ane per apne paraye ki pahchaan kra deta hai...

ye gam na jane knha knha chipa rhta hai...
kabhi kisi k deedar me to kabhi kisi k pyar me bahta rhta hai...

is gam ko sahan krna itna assan bhi nhi hai..
ye gam jiski jindagi me na gya ho, aisa koi insaan hi nhi hai..

log gam ko bhulane ki koshish bht karte hai, lekin ye gam hi kuch aisa hai ki bhulane per bhi nhi bhulaya jata hai..

log khush ho jate hai thodi khushi milne per wo ye nahi jante ye sarfira gam kanhi na kanhi fir se chla ata hai.

jo gamo ko bhulakar jindagi kaat le, wo jindagi ka adha mja hi nhi le paye....
jindagi to wo hai mere dost jisme khusiya k baad kuch pal gam k jaroor aye.

Dev mishra Comments

Dev mishra Popularity

Dev mishra Popularity

Close
Error Success