mihika singh

mihika singh Poems

Huaa sobhaagya humaara
Janam hua ram tumhaara
Dashrat ke ghar tum aayein
Kauslaya aur jan sab such paayein
...

Hari-bhari vo dharti pyaari
Jis pe sajti hai mhi saari
Jhum-jhum kar gayeinge
Patte-patte saare lahareinge
...

Badhe –badhe hote khoaab hai
Chote-chote nanhe daao hai
Rang ki baarish ka gum
Tang galliyon mein magan
...

bharat mein do chahre rahtein hai
pyaar aur bhrashthachar sab yahi kahtein hai
hum nhi kahte har dusra vaykti bhrashth hai
per har dusra vaykti samaj ki liye kashth hai
...

The Best Poem Of mihika singh

Sitaram(Baalkand)

Huaa sobhaagya humaara
Janam hua ram tumhaara
Dashrat ke ghar tum aayein
Kauslaya aur jan sab such paayein
Bharat, Lakhan, shatrughn phir viraje
Khub hua rang birang gun ke baaje hai baaje
Huye badhe chote se bhaai
Teeno maa hridaye se muskaayi
Rishi vishwamitra ne kiya pranam
Liya ram-ramka nam
Hui mansha unki puri
Ram lakhan bharat shatrughn ne taye ki duri
Vidhya kop urn arjit kar paate
usse pahle tadhka ko maar giraate
huaa janak dulari ka shobhaagya
sita se judha ram ka bhaagya
dhanush todh ram byahaye
pashuram
dodh te aaye
ram ke vachan se hare pashuram
mithe bol bol sita sang padhaare ram
hui urmila lakhan ki nari
mandvi bharat ko pyaari
shrutakirti aur shatrughn ka huaa milaap
chale hai jadhe liye na koi vilaap

mihika singh Comments

mihika singh 16 October 2020

whatwhatwhatwhatwhatwhatwhatwhatwhat

0 0 Reply

mihika singh Popularity

mihika singh Popularity

Close
Error Success