Aaj Jab Poem by Cxh Shoaib Baghi

Aaj Jab

Aaj Jab Woh Aankhein Dekhi Mainey
Kuch Bhari Bhari Kuch Khafa Si Lagi Mujhey Rukhsaar Khsuhak Thy Us K Lekin
Palkein Thi Bheegi Huwi Laga Aaisey
Aaj Chehre Pay Khushi Naa Thi Us K
Subha Se Pehle Koi Shaam Ho Gai Jaisey
Pareshaan Bhi Nahi Tha Woh Phir Kyun
Usko Yaad Naa Tha K Kisi Aur Ko Dekhey
Main Zain Main Dorata Gya Jab Jab Uski Baatein
Toh Yaad Aaye Mujhe Us K Talkh Lehjey

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
This ghazal belongs to Ignoreness of my beloved
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 2
Cxh Shoaib Baghi

Cxh Shoaib Baghi

Bagh Azad Kashmir, Pakistan
Close
Error Success