Aankhe Poem by shanker jwala

Aankhe

Rating: 5.0

ek din yesa tha
jise bolo hi hi
galat bole to bhi hi hi
din badla, ulti chali
sabne kiya bye bye
sach kahe to bhi bye bye
jivan ki pallu ulta
koi dekhne our bolne me se nahi
tiraskar ki bhati chalna pada
wohi din wohi raat
pharak itna grahaye badla
jivan me daulat ne sath chhoda
bass..............sabne chhoda
sathi sambandhiyone mukh mooda
mandir ko dekha too
birana lagne laga
pujari mereko dekh nahi sakta
dhakke marke nikaldeta
bhagwan ko ye sab batana kya?
kya andhe he oh?
koi koi naraha, suni sunisi lagi
jivan ne phir pallu badla..........
dhanwan ho gaye hum
itna paisa kamaya........itnasa....?
aaj expensive gaadi he, our bangalayen
naukar chakar bhi he
ab rishtey badne lage
sathi our sambandhi badne lage
sabne apna kahane lage
mera bhai....mera damat...mera dost....
sab sab mera rahene lage
ab mandir bhi mera hi raha
poojari ne bhi apna banaya mujhe
murti me dudhki dhara bahane lage
sabne achchhe aadmi kahane lage mujhe
mere pratikshya me baithne lage log
ek hi pal me sabkuchh badla...?
phir bhi me wohi ka wohi
kal jo tha aaj bhi wohi
badla to jineki dhang
logoki aankhe
wah jindagi....kya jindagi?
daulat ne aadmi ko pangu banaya.....

thanks

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 2
shanker jwala

shanker jwala

Nepal, Kathmandu.
Close
Error Success