Bhool Nahi Paata Poem by Subrat Pradhan

Bhool Nahi Paata

bhool nahi paata
Ek baar tumhari aagosh me aake
kya karoon
yeh ehsaas hi maar dalta hai
kisse bolun?
tanhaai me hi guzar jaata hai dil
yeh kasis
maar dalega
kya tumhe hai yeh kasis
kaise tum reh paati ho
apne aapme
mujhe toh batao
kis cheezme bani ho
chupchap rah jaati ho
kaun tumhe rokta hai
yeh zamana ya aur kuchh
tumhai dhadkan ki kasam
yeh zindagi kya kai janmo tak na hool payenge
kya tum sun rahe ho
ehesaas hi mujhe zindagi ke liye
haar baar aakhri baar
zinda rakhega mere humdum

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success