Ek Roz Ka Rona Ho Tu Ro Lo Pr. Poem by Kamar Alam

Ek Roz Ka Rona Ho Tu Ro Lo Pr.

ek roz ka rona ho toh ro lu kamar.
magar mere toh hr din gamzat m beeth thi hai.
fursat nhi h mujko a dost apne liye.
meri har gari intejaar m beti hai.
********
Bara hunar hai unme a kamar.
aankoon m dekhar dil chora lete hai.
********.
bara hi azeeb mode aya ha meri kahani mai.
meri mayyat ke peeche vo haans rhe hai aur rakeeb ro hai.
*******
Zindagi bari bewafa hoti h kamar.
sath ho kr bhi sath choor deti hai.
kosis hum karte hai unke liye.
humara saath choor kar mout ka saath deti hai.*******

Tuesday, November 4, 2014
Topic(s) of this poem: love
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
feel
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success