Aj to khawab hai
Kal ka pata nahi
Jiya hai apne hi khawab ko
Pareshani to ayi hai
Par harna to nahi hai
Kyunki ye to sikha hi nahi hai
Giri hu hazar bar
Par uth kar khari bhi hui hu
Isliye jeetna hi hai
Chahe kuch bhi ho
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem