Mr. & Mrs. Iyer Poem by C K

Mr. & Mrs. Iyer

yeh zindagi bhi ajeeb hai
ke ham hero ban-na chahte hai
par jab zaroorat aye
tho hum mayooz rah jate hai

ham sab me hai ye qoobhiyan
bathe, bahoot assini se karte hai
lekin jab muharat aye
tho hum chup-chap baid jathe hai

kissi aur ki parishaniyan
hamme dard pahunchate hai
phir bhi, ham uske liye,
koyi kadam nahi udathe hai

he bagwan mujhe sakthi dho
ki ham aisa na ho
is silsile me, agar meri jan jaye tho
raksha karo, mera pariwar ko

Wednesday, November 14, 2018
Topic(s) of this poem: social
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Poem is written in Hindi (english transliteration) .
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success