Samaj Ke Rakhwale Poem by none .....

Samaj Ke Rakhwale

Jeene ka haq sab ko hai
Tum kaun hote ho
Ye faisale karne wale
Jab dene walene diya hai
Rehene yaha sab ko ek samaan
Phir tum koun hote ho
Karnewale bhedbhab
Toh jeene do sabb ko
Ho sakye toh khud ke zindagi
Par ek dafa nazar dalo
Jeena toh tumne bhi
Kaha seeka hai abhi
Parr aaise khatte sach
Tum ko jachti nahi
Aur lagey ho
Aaro ki zindagi sawarne
Jab khud ki khud se samalti nahi

Friday, April 24, 2015
Topic(s) of this poem: society
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success