swaroop choppalli

swaroop choppalli Poems

Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho
Dil ke ye tammanna the jo dil main rah gaye,
Tumhare aane per ye dillaggi ban gaye,
...

Aaj bhe inn palkhon main koi baat hai,
Palkhoan ke jukhne main bhe koi saugadh hai,
Khilte hai gul yeahan Inn palkhoan ke uthane par,
Mahfhil bhar gaye Khushboo se inn palkhoan ke rhoothne par,
...

Never thought it’s true, my life is now like a hue,
Things change that I knew, what you said is that true?
When you said u forget was that the time when I fret! !
I looked before I leap, but never thought even once while I beep.
...

Oh! My remorseful life; Tell me where should I Go...
She is waiting at one end and tavern on other,
Where should I go tell me life?
Her abode on one side and on other hostelry,
...

You saw me in a way that i was messimerrised,
You did tought me how to see dreams,
In your toxic eyes i was lost and what a world you shown me,
In the dreams of world love is devine,
...

Iss dil ko churaya tumne,
Iss phathar dil ko jeena sekhaya tumne,
Door inn rishtone ke diayremain,
daman pakadkar chalna sekhaya tumne,
...

It was my dream that i can get little luck here in this world.
In this whole world may i get little love from someone?
I could’nt get anything till i was alive, do me a favour by attending to my funeral atleast,
Concerned people are asking me now, but what should i tell them,
...

Still i wonder how i lived without seeing you so far,
With you in my dreams i passed all these unbearable nights,
Your pretty consultation in my dreams was like the luster of moonlight,
My days and nights are alone without you of late,
...

Tute huve dil ko koi aur kitna tode,
bhekharee huve lamhee ko koi kitna samete,
iss dil ki aarzoo hai ki tum aab aazavo,
iss dil ki aarzoo hai tum iss dil main aab samaazavo...
...

Ye to nazariya hai aapka jo aapne hume nazarandaz nahi kiya,
Hukum to kiya hota eak baar yee gulam nazar hi na aata dobara,
Nazar rakhne wale to kayee hai iss mahafil main,
Lakin nazar churane wala koi nahi iss showakil main.
...

Mare daaman pe lage huve daag kabhi na lage tumhare daman pe,
Aab lout jaane do muzhe aapne purane rahoo pe,
Ilzam na dena E dunya walo, ye daman bhe pavitre tha Inn rahoo se pehalle,
Veda karna chahthe the Inn sasoon ko, par kuyan nahi karne diya E dunya walo?
...

The Best Poem Of swaroop choppalli

Nazaro Ka Dhoka Hai? (Hindi)

Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho
Dil ke ye tammanna the jo dil main rah gaye,
Tumhare aane per ye dillaggi ban gaye,
Tumhare jane ke baad sirf dil ki lagi ban gaye,

Jeeraha hoo jab tak yehi duva karta hoo,
Tum salamat raho tahe dil se shukriyada karta hoo,
Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho

Zhakam to sirf tumhari nazaro ka dhoka hai,
Daard to aaj bhe Unn zakhamo se gehara hai,
Kal tak jo haase chalak rahi the aaj vahi aasuoo ka pehara hai
Kesi jammane main dil ki tasveer the tum,
Usee jamane main meri ache takdeer the tum,
Kya kahe aaj to yee dil bhe tuta huva hai,
eyse lagta hai ki aaj to rubh bhe rootha huva hai.
Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho
Aab to aadat hogaye hai hume zhakamo ki,
Daard ka pata nahi chalta hume aaj bhe,
Tum bach ke rahana iss rusvaye se,
bas faryad kartahu lahu ki bharpayee se.
Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho

swaroop choppalli Comments

swaroop choppalli Popularity

swaroop choppalli Popularity

Close
Error Success