Main chahon toh likhon pholon ki lali par raat kaali par
Sawan ki thandi hawaon sabz drakhton ki dali dali par
kissi ghamzada ky naale par is jahaan saare par
shagufon par khoobsurat nazaron par meray yaaron par
...
Hum toh kayin baar mil chukeh hain
Ab toh dilky taar mil chukeh hain
woh shakhs taslim hi nahi karta
...
گاؤ چھوڑا ہے یا خوشیاں چھوڑی ہیں
مسرتوں کی آبِ رواں چھوڑی ہیں
پرندوں کی چہچہاہٹ سے، ہسے ہیں
...
Nazm.
Khud sy naraaz kahin door chal padha hoon main
andheray raaston main jaaneh kyun khadha hoon main
Is shehar main ab aik tamasha howa hoon main
...
ایک چوراہے پر کھڑی لڑکی ہو تم
نجانے کس کو ڈھونڈ رہی ہو تم
ہو تم، ان اجیب راستوں کی خشبو
...
Shehar ki aag Bani hai musibate Jaan jana
jalne sy isky hota hai nafrat ka ghuman jana
siyasat khoob hui, margaye kuch logh
...
Ab yeh shaher e Khaamosh_an kya shoor macha raha hai
Shayad yahan koi Khushiyan le kar aa raha hai
Woh shakhs rind hai soh useh koi fiqr nahi
...
Najaaneh Kahan sy aati hai yeh shaam ki hawa
Meri rooh ko choh jaati hai yeh shaam ki hawa
Naajaneh kitnu sy lipat kar aayi hai
Meray pass yeh ban sawar kr aayi
...
Koi anjaana sa tha woh dil main thikana bana raha tha
Kuch der saath chla kuch khaab dikhaye usny
Uski jabein pr jaise chaand tha
Khaamosh labhun pr shoor tha koi
...
Vasl
Aghr yeh vasl firaaq nahi hota tum hote
main hota aur kalm ka rishta hota
Main haath main kalm liyeh tumhare baare likhneh main kitna beparwah hota
...