╧ ╤ ╧ Main ऋ त ु Hoon ╧ ╤ ╧ Poem by Ritu Rai God has a plan for the seasons.

╧ ╤ ╧ Main ऋ त ु Hoon ╧ ╤ ╧

Rating: 5.0


Main Ritu Hun
Mera anaa Janaa Nishchit Hai
Main Har Pal Saath Nibhati Hun
Main har Ghadi har Pal ka Ehsaass Dilati hun

Bundo ki khushbu

Jal ka MAhatva

Manvata Ka Satya

Vayu ka Aastitva

MerI pahchan hai

Mai Ritu Hun

Main Har Ritu Ke Aagman ki Aguwai karti hun

Grishma Ritu sabhi ko Apne aane Ka Bhav Prakat karti hai

Varsha Ritu Apne aate hai bhutal ko Mahaka JAti hai

Hemanta Ritu Apne Mohak Rup me sabko Deewana bana jati hai

Shishira Ritu Hemanta Ritu Ke bidai me apne bhavo ko Vyakt Karti hai

Basant Ritu Phulo Ke khilane ka Aahwaan Karti hai

Sharad Ritu Sabhi Ko aapne aur Ekatra Karti hai

Main Ritu Hun
Mera anaa Janaa Nishchit Hai


*Please Remember*
*All of my poems are copy righted. Do not copy them and claim them as your own. If you want a copy of the poem please ask for permission before you copy it.*

COMMENTS OF THE POEM
Vinod Kumar 06 April 2009

Eak acheci sadabahar krithi par shokh ki baath hai aaj kal ka insaan ka bhura kaam se Ritu parivarthan bhi teek se nahi banthi hai, dhanyavad, good writing keep writing thanks for sharing,10++

0 1 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success