Bataa tune kisi ko diya hai kiya.
faqat dukh hidiya or kiya hai kiya.
Phool kitne khile or murja gaye.
Kitna sar tha saroon sa jo takraa gaye.
lash be gor ko dafnaya hai kiye.
faqat dukh hi diya or kiya hai kiye.
Nadani sa teri hum darta raha.
Jaam-E-khoon tum na piya hai kiye.
faqat dukh hi diya or kiya hai kiye.
apna liya ranjoor jeeta hain ya.
yaan kisi ka liya koi jiya hai kiye.
faqat dukh hi diya or kiya hai kiye.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem