Ishiq Ko Kya Kahiye. Poem by Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Ishiq Ko Kya Kahiye.

Ishiq ko kahiye bi toh kya kahiye,
Jeene ki yah marne ki waja kahiye.

Dard bi ishiq hai aur dua bi ishiq hai,
Ab ise dard kahiye yah dua kahiye.

Jeete bi unke isharon pe hein or Marti bi,
Unko sanam kahiye yah khuda kahiye.

Wo hum se hafaa ho agar toh hone do,
Baat yah dil se nikli hai so baja kahiye.

Mehtab ishiq ke kar liye virad toh buhat,
Ab masjid chal ke bas Allah Allah kahiye.

{copyright}

Ishiq Ko Kya Kahiye.
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
copyright. don't copy.
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

R/o Sagrawet, Tehsil Darhal, District Rajouri and State J&k, India
Close
Error Success