Karbala Poem by Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Karbala

Rating: 3.0

Ishiq ka fasana toh lajawaab hai,
Ashiqon ka adhura khawaab hai..


Namaz-e- ishiq hai juda sab se,
Jis ka ek aalag hi sawaab hai.


Yazeedi kab samajh payainge.
Ke Karbala ishiq ka hisaab hai.


Zalim yazeedio tum tiyaar raho.
Roz-e-mehshar dena jawaab hai.


Mehtab hai dewaana jis hasti ka,
Wo koi aur nahin Abu turaab (as) hai.

(copyright)

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
copyright.
COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 27 May 2017

Namaz-e- ishiq hai juda sab se, Jis ka ek aalag hi sawaab hai. Apki is ghazal ka jawab nahin, Mahtab Sahab. Bahut Bhut shukriya.

1 0 Reply

shukariya..

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

R/o Sagrawet, Tehsil Darhal, District Rajouri and State J&k, India
Close
Error Success